#MovieReview . ?Penalty? . ?It is a 2 hour movie and available on @netflix_in . . ?The movie is based on football. . ?Is movie ka concept mujhe bahut hi acha laga. It is a story of a boy named Lukram who belongs to Manipur and has a passion for football. But kyuki wo north east se hai he is considered as an outsider and usko ek acha player hone ke baad bhi team me select ni karte hai. . ?Ye movie real incident pe based hai. Movie me Lukram ka bht sahi struggle dikhaya hai. But acha lgne ko sirf concept hi hai is movie mein. . ?When it comes to characters toh sirf 3 characters aise the jinhone apni acting se ye movie chalayi hai. @kaykaymenon02 has played the role of Vikram Singh jo head coach hai aur team select karta hai. Uski acting ke to kya hi kehne ye to btane ki bhi zarurat ni hai. I literally loved the scene when he asked the players that who consider themselves best players. He is the one who considers UP ke bahar walo ko outsiders. Aur iske piche bhi reason hai jo movie me pata chalega. . ?2nd mast character tha Ishwar played by @oyemanjot . I really enjoyed his acting. Kitna bhola sa ladka lgta hai?. . ?3rd character ka role kafi short tha but damdaar tha. @aakashdabhade8 as Chandan or Jugaadu. Iski bhi acting kafi sahi thi and role thoda comedy aur seriousness ka mixture tha. . ?Baaki jo lead role tha @lukramsmil uska character toh bht sweet and struggler wala tha but acting me wo baat ni dikhi. Aur coach @shashank.arora as Parth bhi character bht sahi tha but acting mein kami thi. Uska charcter na thoda bechara sa hai aur uska face bhi bilkul vaisa hi hai. Thodi si acting aur better hoti na to maza hi aa jata. Aise coaches ki real life mein bht zarurat hai✔️✔️. . ?@srishti__jain played Pooja. Uska role bht short tha but acting achi thi. We have seen her in Meri Durga. Aur isme star plus wali Anokhi @ishanisharma123 bhi thi as commentator. Again chotu and irrelevant role. . ?Rating- 2/5 (Maine bht man se ye movie lgayi but I got highly disappointed. It failed n creating interest in me?). Shayad thodi aur mehnat ki gayi hoti film me to ye ek masterpiece ban sakti thi as concept kafi realistic tha.

Loading...