Father--The person who is epitome of love and security. I wrote this poem for all the fathers: Maa ka pyaar aprampaar hai Toh pita ka tyaag aapaar hai Ghane vrishk sa khada rhta hai Chaya sabko deta hai Dukh khud hi sahjata hai Khushiya sabhi ko phailata hai Bazar jana khud ke liye na kuch na lana Phir baad mein launga yh kehke sabko behkaana Yeh pyaar na milega kahi Maa baap hai sabse keemti Rakho unhe sajoke sabhi -antara thapliyal